Fact Sky Shorts
Pasino se bhiga mera safar 🥺💦✨
Ye sirf ek YouTube channel nahi… ye mere sapno ka aasman hai. ✨
Main ek middle class ghar ka ladka hoon, Hyperhidrosis jaisi problem ke saath. 10 logon ke saamne baithna bhi mushkil lagta tha. Haath-pair pasine se bheeg jaate the, chahe garmi ho ya sardi.
Aksar sochta tha future me kya hoga, par unhe kya pata tha - pasina mere shareer ko toh bhigo sakte the, par sapno ko nahi.
Sirf ek phone aur bade sapne ke saath YouTube shuru kiya. Log haste the, 0 views milte the, kyuki knowledge bahut kam tha, par maine haar nahi mana. 2 channels aur hazaar nakamiyon ke baad bana - Fact Sky Shorts.
5-6 saal ki mehnat ke baad aaj lagta hai sapne sach ho sakte hai. Aapka support hi meri taqat hai.
Bas Saath Mat Chodna Yaaro 🥺💖
Channel Admin: Syed Mehtab Hussain 🙂
For Business Enquiries: hmehtab664@gmail.com펫 / 동물
교육
엔터테인먼트
퍼포먼스 요약
일일 평균 조회수
(Shorts)
일일 평균 조회수
(롱폼)
영상별 평균 조회수
(Shorts)
영상별 평균 조회수
(롱폼)
채널 알고리즘 스코어
시청자 참여도
구독자 활성도